متن موزیک
Kesariya mhaaro balma, padhaaro mhaari country ma re
Aao, padhaaro
Kesariya mhaaro balma, padhaaro mhaari country ma re
Aao, padhaaro na re
Hey, "Dhadaak chik dum," dhadkan bole jab tu chhat pe aaye
Nain lada ke tujhse man-mandir mein jingle bell ho jaaye
"Dhoom dhadaak chik dum," dhadkan bole jab tu chhat pe aaye
Nain lada ke tujhse man-mandir mein jingle bell ho jaaye
Tera haseen chehra, aaha, mere labon se nikla "waaha"
Dhoondh Google pe jaake, milega Majnu mere jaisa kahaan?
Poori paltan ke saath, leke baaraat balma ye tera
Naache, zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing
Naache, zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing
Aaya das kilometer paidal chal ke main teri gali
Mujhko paani bhi na poochha, khud motorcycle pe chali
(Hey-hey, hey-hey, hey-hey, hey)
Tu saheli ke sang jaake restaurant mein pizza khaaye
Dhoop mein baahar baitha-baitha main chugta hoon moongphali
Chali teri sawaari jahaan, haan, haan, haan, haan, haan
Chali teri sawaari jahaan, sang chala main tere wahaan
Fan hoon, baby, tera, laga hoon peechhe dum-chhalle ki tarah
Chaahe jitna bhi daant, chhode na saath balma ye tera
Naache, zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing, zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing
Naache, zing-zing, zing-zing, zing-zing, zingaat
Zing-zing, zing-zing, zing-zing, zingaat
Zing-zing, zing-zing, zing-zing, zingaat
Zing, zing, zing, zing, zing
(Hey-hey, hey-hey, hey-hey, hey)
Bhejoon mummy-daddy ko ghar tere leke mera rishta
Ho shagun mein kaaju, pista, choodi, kangan with guldasta
(Hey-hey, hey-hey, hey-hey)
Chai-biscuit se munh meetha karke shaadi done ho jaaye
Na milega tere gharwaalon ko dulha itna sastaa
Baaqi tamaam rishte hata
Baaqi tamaam rishte hata, patli gali se unko kata
Aur saja ke mandap tere bagal mein, gori, mujhko bitha
De de haathon mein haath, ban jaaye baat, balma ye tera