Happiness - Dub Mix by Underworld
کاور آهنگ Happiness - Dub Mix by Underworld از Front 242

Happiness - Dub Mix by Underworld

Mut@Ge.Mix@Ge۱۳۷۴۶:۱۰

متن موزیک

Aapki Yaad Aaye Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aaye Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Sikwa Bhi Aapse Shikayat Bhi Aapse

Gussa Bhi Aapse Mohabbat Bhi Aap Se

Aapke Bin Jiya Ab Naa Jaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aaye Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Sikwa Bhi Aapse Shikayat Bhi Aapse

Gussa Bhi Aapse Mohabbat Bhi Aap Se

Aapke Bin Jiya Ab Naa Jaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aaye Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Apne Dilbar Ke Apne Mehboob Ke

Aankhon Ne Dekha Aankhon Mein Dubb Ke

Apne Dilbar Ke Apne Mehboob Ke

Aankhon Ne Dekha Aankhon Mein Dubb Ke

Achcha Naa Aise Mein Tadpana

Deewana Main Tera Deewana

Jaldi Se Bahon Mein Aa Jana Jaanejahan

Koi Aashiq Banayeh Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aayeh Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churayeh Toh Dil Kya Kare

Had Se Bhi Jayada Pyar Karta Hoon

Dekh Ke Tujhko Jeeta Marta Hoon

Had Se Bhi Jayada Pyar Karta Hoon

Dekh Ke Tujhko Jeeta Marta Hoon

Hoton Pe Chahat Ki Baatein Hai

Bheege Se Din Hai Bas Raatein Hai

Puccho Na Kaisi Mulakaatein Hai Jaanejahan

Koi Pal Pal Satayein To Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aaye Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Sikwa Bhi Aapse Shikayat Bhi Aapse

Gussa Bhi Aapse Mohabbat Bhi Aap Se

Aapke Bin Jiya Ab Naa Jaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aayeh Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare

Aapki Yaad Aaye Toh Dil Kya Kare

Dil Jo Dil Ko Churaye Toh Dil Kya Kare