متن موزیک

Aisa tha na, kar diya haan

Iss be-rehm zamane ne

Lage gi tumhein, umr ek

Hum jaisa kamaane mai

Dost hi rahein

Hum tum behtar ye

Zyada toxic hona na

Dost hi rahein

Hum tum behtar ye

Zyada toxic hona na, jaana

Haan!

Mein maan loon ye, jo bolo sach hi hai

Tum chahe kehdo jhoot, jaana

Jhoot, jaana

Rehna dost meri, jaana

Jhoot, jaana

Main maan loon phirse

Jo zulm tum dikhate ho

Sochon mai hun gumm, jaana

Gumm, jaana

Meri dost bun ke rehti jaana

Gumm, jaana

O jaana![Verse 3: Anaaz]

Hum bhi batoun ke hi maahir thay zamanay pehle

Chup hi rehna pasand karta hoon ab tumse milkay

Meri khaamiyan itni baar tum laake

Apne dil ko sakoon deti ho tum kaise?

Tum ho toxic, kaisi baatein karti ho?

Tum ho toxic, kaisi baatein karti ho?

Chup hi rehna pasand karta hun ab tumse milkay

Dil ye mera maanta nahi ab tumse milkay

Dost hi rahеin

Hum tum behtar ye

Zyada toxic hona na

Dost hi rahein

Hum tum bеhtar ye

Zyada toxic hona na, jaana