آلو
کاور آهنگ آلو از رايا عامد

آلو

۱۴۰۳۲:۳۴

متن موزیک

1 Contributor

Ya nabi Salam Alaika Lyrics

ya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam ’alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !

rahmato.n ke taaj waale !

do-jahaa.n ke raaj waale !

’arsh ki me'raaj waale !

'aasiyo.n ki laaj waale !

ya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam 'alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !

dil ko raas bhi tumhi.n ho

Gam-shanaas bhi tumhi.n ho

dil ki aas bhi tumhi.n ho

dil ke paas bhi tumhi.n ho

ya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam ’alaika !

ya habeeb salaam ’alaika !

salawaatullah 'alaika !

tala’al-badru 'alaina

min saniyyatil-wadaa'i

wajaba-shshukru 'alaina

maa da’aa lillahi daa'iya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam 'alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !

jaan kar kaafi sahaara

le liya hai dar tumhaara

KHalq ke waaris ! KHuda-ra

lo salaam ab to hamaara

ya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam 'alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !

az-tufail-e-Gaus-e-aa'zam

baadshaah-e-har-do-'aalam !

sadqa-e-imaam-e-aa'zam

door ho.n sabhi ke ranj-o-Gam

ya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam 'alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !

teri justujoo me.n jeena

teri aarzoo me.n marna

yahi meri zindagi hai

yahi meri bandagi haiya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam 'alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !

zindagi hai un ka sadqa

bandagi hai un ka sadqa

raushni hai un ka sadqa

har KHushi hai un ka sadqa

ya nabi salaam 'alaika !

ya rasool salaam 'alaika !

ya habeeb salaam 'alaika !

salawaatullah 'alaika !