
متن موزیک
4 Contributors
Translations
اردو
Hasan Raheem, Shahrukh & Raftaar - Teray Naam (Romanized) Lyrics
[Verse 1: Hasan Raheem]
Teray naam pe duaen dun
Har pal nazar ab aye tu
Qurban teri adaa
Thora meray our aa
Aisay haath say na jaye tu
Shab-e-nam guzar mera sukoon
Kisi our hai chala
Ab khud ko nahi pata
Logon ki baaton main na aana yun
Justuju meri thikana hai tu
Ashqon ki jo yeh rawani
Thamta nahi ab mera jee
Logon ki baaton main na aana yun
Ulfat barhey gi tum nibhana yun
Ashqon ki jo yeh rawani
Thamta nahi ab mera jee
[Chorus: Hasan Raheem]
Ab to meri maan jaa
Dil bin teray weeran sa
Na day sakoon khudko dilasa
Kya dun khudko dilasa
[Verse 2: Raftaar]
(Yeah, yeah, beqaraar Raftaar)
Jaana mera saath chhor nahi
Jaana mera haath chhor nahi
Mushkil se milti ho tum
Haseena, haseen si yeh raat chhor nahi
Be-mausam ki baarish ki tarha na behne de aankhon se katre
Mere apne hi shatir hain, apne fasa lenge apne hi khatre
Tu kaha suni baaton mein na aana-waana
Purani baatein aadhi jaanta zamana
Purane ko mitana merе haath nahi
Purana shaqs koi mere saath nahi
Sab kuch mita dengе hum teri chahat main, itna to maano na
Hum tumhein jaan gaye
Tum bhi humein thora jaano na[Chorus: Hasan Raheem]
Ab to meri maan jaa
Dil bin teray weeran sa
Na day sakoon khudko dilasa
Kya dun khudko dilasa




















